Author: Maaz Naeem

Insaan Aur Waqt Pr Kaam Karday? Bohot Mushkil Hai! Magar Ubisoft Ne To Prince Of Persia Kay Mamlay Mein Sari Limits Hi Par Kardi Hain.  Prince Of Persia: The Sands Of Time, One Of The Most Classical Games To Ever Exist Hay. Agar Aap 90s Kay Gamer Hain To Ye Game Aap Ki Yaadien Taza Karti Hogi. https://twitter.com/princeofpersia/status/1588561718514425859?s=20&t=_Vt2tJ1WshpY3pAMksmy_w Aur Agar Aap Bhi 2020 Main Covid Se Pareshan Honay Kay Bawajood Is Khabar Ko Sun Kr Hil Gaye Thay Kay Ubisoft Prince Of Persia: The Sands Of Time Ka Ek Remake Nikaal Raha Hai To Aap Is Game Kay Un Fans…

مزید پڑھیں

Parho Gay Likho Gay Bano Gay Nawab Khelo Gay Kudo Gay Ho Gay Kharab! Ye Muhwara Sun'nay Mein To Bohot Acha Lagta Hai Lekin Jis Tarah Har Cheez Ka Aik Waqt Hota Hai Usi Tarhan Aisa Lagta Hai Jaisay Is Muhawray Ka Bhi Waqt Pura Ho Gaya Hai! Aaj Kal Kay Zamanay Mein Agar Aik Naujawan Parhay Likhay To Usko Nawab Ban'nay Kay Liye Ya Tou Bohat Achi Qismat Chahiye Hoti Hai, Ya Phir Usko Apni Aadhi Zindagi Guzaarni Par Jaati Hai. Lekin Agar Koi Naujawan Khel Kood Kar Hi 3,880,289 Dollars Kama Lay Tou Phir Parhnay Likhnay Ki Kya…

مزید پڑھیں