Quaid e Azam University Ko Pakistan Ki Behtaren University Qarar Diya Gaya Hay.

Dunya Ki Behtaren University Ki Ranking Times Higher Education Nay Ranking Jari Ker Di Hay.

Iss Ranking Kai Mutabiq Quaid e Azam Univeristy Ka shumaar Dunya Ki 500 Behtaren Universties Mai Hota Hay.

Iss Ranking Mai Pakistan May Government College University Faisalabad Ka Dosra Number Hay. Teesray Number Per Lahore University Of Management And Technology Hay. Inn Dono Universities Ki Ranking 500 Say 600 Kay Darmayan Hay.

Iss Ranking Mai 601 Say 800 Tak Kai Darmiyan Ki Ranking Mai Pakistan Sai Bhi Kuch Universities Kai Naam Aei Hain.

Abdul Wali Khan University Mardan Aur Bahria University Bhi Iss Ranking Mai Maujood Hay.

Comsats University Islamabad Aur Dow Universty Of Health Sciences Bhi Pakistan Ki Behtaren Universities Mai Aati Hay.

Iss kay Bad, UET Taxila Aur Phir Hazara University Mansehra Ka Iss Ranking Mai Number Aata hay. International Islamic University Islamabad Bhi Ranking Mai Maujoud Hay.

Ager Dunya Ki baat Karain Tu 10 behtreen Universities Kai Naam Yeh Hain.

1. Oxford University USA

2. Harvard University USA

3. Cambridge University UK

4. Stanford University USA

5. Massachusetts Institute of Technology USA

6. California Institute of Technology

7. Princeton University

8. University Of California, Berkeley

9. Yale University USA

10. Imperial College London

شیئر

جواب لکھیں