World Wildlife Fund Ki Aik Report Ke Mutabiq Zameen Par 50  Saal Main Wildlife  Main 69% Kami Ho Chuki Hay.

Jungle Khatam Ho Rahay Hain, Industrialization Ki Waja Se Pollution Barh Rahi Hay

Wildlife Main Kami Ki Waja Se Climate Change Ka Masla Barh Raha Hay.

Zameen Par Har Zindagi Khatray Main Hay.

Report Main Janwaron Ki 5 Hazar 230 Types Ka Jaiza Lia Gaya.

South America Sab Se Ziyada Mutasir Honay Wala Region Hay, Jahan Wild Animals Main 94% Kami Hui Jis Ko Duniya Ka Sb Se Bara Jungle Amazon Bhi Nahi Bacha Saka.

Raftar Bharne Do
50 Saal Main 69% Wildlife Khatam 1

Report Ke Mutabiq Africa Main 66%, Asia Main 55%, North America Main 20% Kami Waqey Hui. Har Baras Aik Crore Hectare Ke Jungle Khatam Ho Rahay Hain, Jis Se Ghizai Qillat Bhi Ho Sakti Hay.

شیئر

جواب لکھیں