Author: افضال فاروقی

Pakistan People’s Party Kai Senior Leader Barrister Aitzaz Ahsan Ka Siyasi Career Mushkil Mai Agaya. People’s Party Punjab Ki Executive Body Meeting Mai Aitzaz Ahsan Ki Party Sai Membership Suspend Kernay Ki Resolution Paish Kerdi Hai. Lahore Mai Honay Wali Meeting Mai Faisal Mir Nay Aitzaz Ahsan Kai Khilaf Resolution Paish Ki. Resolution Mai Likha Hoa Hay Kai Aitzaz Ahsan Nay Imran Khan Ki Politics Ko Support Kia Hay. Yeh Bhi Kaha Gaya Kay Peoples Party Policies Kay Against Statements Denay Per Shadeed Ghusay Ka Izhar Kiya Gaya Hay. https://twitter.com/raftardotcom/status/1580890806222610432?s=20&t=QXwCbWBPm7L9r4thpZi8rQ Pakistan Peoples Party Punjab Nay Central Leader Ship Sai Mutalba…

مزید پڑھیں

Pakistan Medical Commission Nay Announce Kia Hay Kay MD CAT K Exams Kay Liye Candidate Nay Form Main Jo Center ( City ) Likha Hoga, Uss Center Main Uska Exam Liya Jaye Ga. PMC Nay Monday Ko Ilan Kia tha Kay MD CAT Exams Islamabad Aur Tamam Provinces Main 13 November Ko Liya Jaye Ga. https://twitter.com/pmc_org/status/1580830940620021760?s=20&t=2G-AmESemqKF9wT1ECQpGA PMC Kay Mutabiq 210,000 Candidates Nay Iss Kay Liye Apply Kia Jab Kay 20,800 Seats Available Hain. Ye bhi Important Baat Hay Kay MBBS Kay liye Passing Marks 55% , Jab kay BDS Kay liye 45% rakhy Gaye Hain. Pakistan Kay Ilawa Saudi Arabia…

مزید پڑھیں

Karachi Walay Khush Hojaein kion kai Un Kai Liye Bijli Kay Bill Mazeed Kam Aein Gae. K-Electric Nay Apnay Customers Kai Liye Aik Month Kai Liye Fuel Adjustments Kertay Hoay Per Unit May 4 Rs. 89 Paisay Kami Ka Notification Jari Kerdia Hay. Nepra Ki Taraf Sai Jari Notification Mai Bataya Gaya Kai K-Electric Kai Customers Ko October Kai Bill Mai Relief Milay Ga. Taham Iss Kami Sai Monthly 300 Unit Istemal Kernay Walay Aur Life Line Customers Ka Bill Nahi Kam Hoga. Iss Kai Ilawa Central Power Purchasing Agency Ki Darkhasat Per, Karachi Kai Ilawa Mulk Bhar Mai Bijli…

مزید پڑھیں

America Mai Awami Muqamaat Per Firing Kai Waqiyat Mai Civilians Ki Maut Ka Silsila Na Ruk Saka. North Carolina Mai Firing Kai Waqiye Mai 5 Afraad Halaak Hogae. Ameriki Media Reports Mai Bataya Gaya Kai Raleigh City Kai Nazdeek Firing Ka Waqiya Thursday Ki Raat Ko Paish Aya. Mayor Mary-Ann Baldwin Nay Press Conference Mai Bataya Kai Mubayana Hamla Awar Ko Police Nay Girftar Kerliya Hay. Safaid Fam Hamla Awar Ki Age Nahe Bataie Gaei Hay. Hamla Awar Ko Talash Kernay Ka Operation Kai Ghantay Tak Jari Raha. https://twitter.com/raleighpolice/status/1580735238287728640?s=20&t=NgVicqkKyEqg_tHaCR700A Raleigh City Mai Jahan Firing Hoi Woh Residential Ilaqa Hay. Firing…

مزید پڑھیں

Nobel Inam Yafta Malala Yousaf Zai,4 Saal baad Pakistan Pauhanch Gaein. 11 October ko Karachi Kai Jinnah International Airport Per Malala Ka Sakht Security Mai Istaqbal Kiya Gaya. England Say Malala Kai Walidain Bhi Paksitan Aeye Hain. Malala Kai Doray Ka Maqsad Sailaab Sai Mutasaira Muqamat ka Dora Kerna Hay. Malala Yousaf Zai, 11 October ka Din Karachi Mai Guzaar Ker 12 October ko Dadu Ka Dora Kerain Gi. Un Kai Hamra Sindh Government Kai Aala Uhday Daraan Bhi Hongae. Malala,Nay 2018 Mai Bhi Pakistan Ka Doara Kiya Tha. Us Mouqay Per Woh Swat Bhi Gaei Thein. Malala Yousaf Ko…

مزید پڑھیں

Murad Saeed Nay Security Idaroon Per Naam Liye Baghair Tanqeed Kertay Hoay Keh Dia Hay Kay Dushman Kay Bachon Ko Baad May Parhaya Jaei, Pehlay Apnay Bachon Ko Tou Parha Lain. Swat mai Press Conference Kertay Hoay Pakistan Tehreek Insaaf Kai Leader Murad Saeed Nay Kaha Kai Hamay Bataya Jaie Kai Hamaray Amn Ka Kia Hoa,Swat Mai School Per Attack Hoa Aur Yeh Hum Kis Taraf Jarahay Hain. https://youtube.com/shorts/XKMdVZZN9CQ?feature=share Unhonay Kaha Kai Ham ko Policy Statement Chaheye, Security Idaray Stock Exchange, Statistics Aur Economy Per Press Conference Na Kerain. Murad Saeed Ka Yeh Bhi Kehna Tha Kai Awam Nay Hamay…

مزید پڑھیں