Author: محسن بلال

ہزاروں سال قبل مسیح میں قدیم اور کلاسیکی یونانی دور میں کاہن (پجاری) انتظامی امور کے لیے حکمرانوں کو تجاویز دیا کرتے تھے۔ بادشاہِ وقت یا اس کا نمائندہ غیر معمولی امور سلطنت، بیرونی یلغار کے لیے دفاعی حکمت عملی یا جارحانہ اقدام کے حوالے سے مشاورت کے لیے یونانی بستیوں کے مضافات میں تنہا کھڑے پہاڑ کی جانب عازم سفر ہوتا۔ چوٹی پر پہنچ کر کاہن کے دروازے پر دستک دیتا۔ دروازہ کھلتا، بادشاہ یا اس کا نمائندہ انتہائی ادب سے معاملہ گوش گزار کرتا اور کاہن معبد کے دبیز پردوں کے پیچھے مدہوش پڑی نوجوان لڑکیوں جنھیں ’’اوریکل‘‘…

مزید پڑھیں

مار خور پاکستان کا قومی جانور ہے، اس کا شکار ایک مہنگا شوق ہے۔ آخری بارگلگت بلتستان میں مار خور کے شکار کا لائسنس ایک لاکھ 65 ہزار ڈالر میں نیلام ہوا تھا۔ مار خور کے مجسموں اور سروں کی جھلک اکثر اشرافیہ کے گھروں اور دفتروں میں نظر آتی ہے۔ پاکستان کی خفیہ ایجنسی آئی ایس آئی کے مونو گرام میں شامل ہونے کی وجہ سے اس کی ایک علامتی حیثیت بھی ہے۔ پچھلے دنوں ایک اعلیٰ شخصیت سے ملاقات کے لیے ان کے دفتر جانے کا موقع ملا۔ ‏ان کا دفتر لاہور اپر مال پر واقع ہے۔ مرکزی…

مزید پڑھیں

Lahore High Court Mein Aisa Manzar Tha Jaisay Tamil Filmon Mein Dikhaya Jata Hai Ke" Bhai" Anay Wala Ho Aur Is Ki Entry Se Pehlay Poora Mahol Banaya Jata Yai. Aisa Hi Kuch Sabiq Wazeer e Azam Aur Chairman Tehreek Insaaf Imran Khan Ki Lahore High Court Mein Paishi Se Pehlay Aur Baad Mein Dekhnay Ko Mila. Imran Khan Ki High Court Mein Entry Aur Kamrah Adalat Mein Paish Honay Tak Poora Suspense Rakha Gaya, Lekin Hua Bilkul" Bhai" Ki Mansha Ke Ain Mutabiq. Do Alag Alag Adalten Theen. Justice Ali Baqar Najafi Ki Sarbarahi Mein 2 Rukni Bench Ke…

مزید پڑھیں

30 October Ki Shaam Kamoke Jatay Hoay Long March Kay Rastay Main Imran Khan Kay Container Kay Neechay Aakar Channel 5 Ki Khatoon Reporter Sadaf Naeem Jaan Bahaq Hogayin. Monday Ki Subha Pakistan Tehreek Insaaf Kay Chairman Imran Khan Nay Sadaf Naeem Kay Ghar Jaker Unn Ki Walida Say Tazeyat Ki. Iss Mouqay Per Imran Khan Ka Kehna Tha Kay Allah Ki Marzi Say Samnay Dunya Khari Nahi Hoti, Jis Tarhan Yeh Waqiya Hoa Who Afsoosnaak Hay. https://twitter.com/PTIofficial/status/1586712275209293827?s=20&t=5wrbuHu6PW-cy3S3v5x7sA Unhonay Sadaf Ki Family Ko Bharpor Tawun Ka Yaqeen Dilaya. Lahore Kay Ilaqay Ichra Ki Rihaishi Sadaf 2 Bachoon Ki Maa Thein.…

مزید پڑھیں

Wo Thaka Nahi, Wo Jhuka Nahi, Wo Datta Hua Hay Mahaz Par. Chairman PTI Imran Khan Ka ‘Haqeeqi Azadi Long March’ Jari Hay. Dusray Din Ka March Kahatm Karnay Say Pehlay Imran Khan Nay Raftar Say Khusui Guftugu Ki. Imran Khan Ka Kehna Tha Kay Agar Siyasat Hoti Tou Main Thak Jata, Ye Mulk Ki Haqeeqi Azadi Ki Jang Hay, Ye Choron Aur Zalimon Say Azad Honay Ki Jang Hay Tou Mujh Main Wohi Energy Hay Jo Cricket Khailnay Walay Dinon Main Thi. Raftar Nay Sawal Kiya Kay Aap Nay Tou Ab Sab Kay Naam Le Liye Hain, Ab Peechay…

مزید پڑھیں

Pakistan Tehreek Insaaf Kay Rehnuma Fawad Chaudary Nay Kaha Hay Kay Hamari Demand Sirf Election Hi Hain. Raftar Say Pehli Baar Khasusi Baat Kertay Hoay Fawad Chaudary Nay Kaha Kay Punjab Main Governor Raaj Kis Qanoon Kay Tehat Lagayen Gay? Aisa Koi Qanoon Nahi Hay. https://youtu.be/ylRTkRJysbs Fawad Chaudhry Ka Kehna Tha Kay PML (N) Muzakrat Kay Liye Sanjeeda Nahi Hay. PTI Leader Nay Kaha Kay Establishment Aur Adliya Kirdar Ada Karen Gay Tou Hi Baat Banay Gi, Establishment Ya Adliya Ki Madakhlat Kay Bagahir Hal Mumkin Nahi Hay.

مزید پڑھیں