Doha Mai Street Football World Cup Mai Pakistan Ko Egypt Nay Final Mai Shikast Dai Ker Title Jeet Liya.

Street Football World Cup Kai 4th Edition Kay Final Match Mai Egypt Nay Pakistan Ko Penalty Shoots Per 3 Kai Muqablay May 4 Goals Sai Shikast Di.

Iss Say Phelay, Semi Final Match May Pakistan Nay Brazil Ko Shikast Dai Ker Final Mai Jaga Banai Thei.

Semi Final Mai Muqrara Waqt Tak Match Baghair Kisi Goal Kai Barabar Tha.

Match Ka Faisala Penalty Kicks Per Hoa Tha.

Pakistan Nay Quarter Final Mai Tanzania Ko Shikast Di Thei.

شیئر

جواب لکھیں