Author: افضال فاروقی

اواتار: دی وے آف واٹر ریلیز سے ہی دھوم مچا رہی ہے۔ لانچ ہونے کے 40 دن میں ہی مووی نے باکس آفس پر 2 ارب ڈالرز کا ہندسہ عبور کر لیا ہے۔ یہ مووی “آل ٹائم لسٹ” میں چھٹی سب سے زیادہ کمانے والی مووی بن چکی ہے۔ ڈائریکٹر جیمس کیمرون کی یہ تیسری مووی ہے جس نے 2 بلین ڈالر کا تاریخی ہندسہ عبور کیا ہے، یعنی اس کے باکس آفس بم بننے کا خطرہ ختم ہو گیا ہے۔ جیمس کیمرون کی یہ نئی بلاک بسٹر مووی کووڈ-19 کے بعد پہلی فلم ہے جس نئے 2 بلین ڈالرز…

مزید پڑھیں

Cricket Football Kay Baad Sab Say Dekha Janay Wala Khel Hay. Phir Bhi Ye Dunya Kay Sub Say Baray Sporting Event Yani Olympics Main Nahi Khela Jata. 125 Saal Pehlay Cricket Sirf 1 Baar Olympics Ka Hissa Bana Thay, Magar “Unpopular” Sport Honay Ki Waja Say Is Ko Nikaal Diya Gaya. Ab Cricket Ko Aik Baar Phir Olympics Main Shamil Kernay Ki Koshish Ki Jarahi Hay. Olympics Main Cricket Ki Wapsi International Cricket Council (ICC) Nay 2028 Los Angeles Olympics Kay Liye 6 Teams Tournament Ki Recommendation Di Hay. Los Angeles Olympic Games Organising Committee (LA28) Ko Yeh Recommendation Men…

مزید پڑھیں

40 Saal Pehlay Jab Karachi Main T20 Cricket Ka Aghaz Hoa, To Kisi Nay Socha Bhi Nahi Hoga Kay Aik Waqt Aaey Ga, Puri Dunya Ye Format Khelay Gi. Aaj Har Bari Cricketing Nation T20 League Karwa Rahi Hay, Jin Say In Pakistani Players Ko Bhi Exposure Mil Raha Hay. Aaj Kal Pakistan Kay Super Stars Bangladesh Premier League (BPL) Main Apni Performance Say Headlines Bana Rahay Hain. BPL Ka Aghaz 2012 Say Hoa Tha, Aur Is Saal League Ka 9th Edition Khela Ja Raha Hay. Pakistan Kay Fast Bowler Wahab Riaz Samait, Azam Khan, Iftikhar Ahmed, Mohammad Rizwan Aur…

مزید پڑھیں

Japan Ka Capital Tokyo Hay, Jis Ki Population Hay 13.96 Million, Yani 1 Crore 39 Lakh 60 Hazar. Tokyo Ka Shumar Dunya Kay Most Populated Cities Main Hota Hay Aur Yahi Waja Hay Kay Yahan Traffic Jam Aam Si Baat Hay. Yahi Waja Hay Kay Ab Japanese Government Nay Tokyo Main Rehnay Wali Families Say Request Ki Hai Kay Ager Woh City Say Bahar Shift Ho Jayen Tou Unhain 10 Lakh Yen Milain Gae. Is Ka Matlab Hay Tokyo Chournay Per, Per Person 10 Lakh Yen Ada Kiye Jaein Gae. Japanese Government Nay Ye Qadam Tokyo Kay Population Burden Ko…

مزید پڑھیں

“Apple” Nay New MacBook Pro Launch Kerdi Hay. Last Week Yeh MacBook Launch Ki Gae Tou Technology Kay Fans Nay Iss Ko Bharpor Saraha Hay. Is Ka Aik Model 14 Inch Aur Dosra 16 Inch Ka Hay. MacBooks Price Apple Kay Fans Iss Liye Khush Hain Kion Kay MacBook Ki Range Main Aik Aur Addition Hogaya Hay. M2 Pro Model (14 Inch) Ki Price 1999 US Dollar Say Shuru Hoti Hay. M2 Pro MacBook (16Inch) Ki Price 2499 US Dollars Say Shuru Horahi Hay. M2 Max Model (16Inch) Ki Initial Price 3499 US Dollar Hay. New Features Inn MacBooks Ki…

مزید پڑھیں

Aaj Kaal Dosroon Kay Mamlaat Main Tang Aranay Ka Riwaj Hay. Aap Ko Koi Aur Kaam Nahi Tou Dosron Ko Apnay Statements Say He Uncomfortable Kerna Hi Shuru Kerdaitay Hain. Aisay Kernay Say Aap Boundaries Cross Kerta Hain Aur Yeh Akser Unintentionally Bhi Hojata Hay. Jab Hum Boundaries Determine Kertay Hain Tou Hum Dosron Ko Kuch Messages Dai Rahay Hotay Hain. Hum Yeh Batatay Hain Kay Kis Tarhan Ki Communication Hum Ko Pasand Hay Aur Hum Ko Kia Acha Lagta Hay Kai Hamaray Sath Kaisay Treat Kia Jaei. Yeh Message Bhi Clear Hojata Hay Kay Hum Ko Kia Baatain Pasand…

مزید پڑھیں

Dosti Aisa Naata, Jo Sonay Se Bhi Mehanga. Yeh Song Tou Aap Nay Suna Hoga. Kia Aap Bhi Childhood Friends Yani Bachpan Kay Doston Say Abhi Tak Rabtay Main Hain. Kia Aap Ki Long Term Friendships Adulthood Main Aker Bhi Continue Hain? Ager Aisa Hay Tou Iss Special Bond Yani Kay Friendship Kay Bauhat Saray Benefits Hain. Aap Ko Apnay Dost Kay Baray Main Sab Kuch Maloom Hota Hay. Dukh Dard Aur Khushi Gham Kay Sathi Honay Kay Sath Aap Nay Mutual Bond Ko Strongly Develop Kia Hota Hay. Aap Ki Zindagi Main Dost Ko Hamesha Ehmiyat Di Jati Hay.…

مزید پڑھیں

Lo Bhai! Ban Gai One Day Internationals Main Aik Aur Double Century. Aik Baar Phir Aik Indian Batter Nay 200+ Score Kar Diay. New Zealand Kay Against Home Series Main Shubman Gill Nay 208 Runs Ki Innings Khel Dali, Wo Bhi Sirf 149 Balls Per Aur 19 Fours Aur 9 Sixes Kay Sath. Shubman Gill Ki Ye Innings New Zealand Kay Against Highest ODI Score Bhi Bani. Un Say Pehlay Sachin Tendulkar Nay Hyderabad Deccan Main Hi 186 Runs Ki Not Out Innings Kheli Thei. https://twitter.com/BCCI/status/1615681062541352960?s=20&t=yK3T9z4Dh1zyqXtPvRG1iQ Indian Batter Shubman Gill Ki Age 23 Years Aur 132 Days Hay Aur Woh…

مزید پڑھیں

Emotional Feelings Ki Bauhat Importance Hoti Hay. Ager Aap Ki Her Koi Izzat Kerta Hay Tou Is Ki Koi Na Koi Waja Tou Hogi. Her Kisi Ko Yeh Acha Lagta Hay Kay Us Ki Izzat Ki Jaye. Humans Kion Kay Social Animals Hotay Hain Iss Liye Woh Chahtay Hain Kay Un Kay Fellows Un Ki Izzat Kerain. Yeh Natural Baat Hay Kay Criticism Say Takleef Hoti Hay Aur Yeh Emotional Painful Bhi Hota Hay. Akser Loog Kisi Ki Tanqeed Ya Koi Statement Bauhat Ziada Personally Dil Per Lai Jatay Hain Jo Un Ko "Let Down" Ker Daita Hay. Kuch Loogon…

مزید پڑھیں

Hum Sab Kay Pass Aisi Skills, Opinions Aur Conversation Ideas Hotay Hain Jin Kay Baray Main Hum Confident Hotay Hain. Mager Aap Kay Baray Main Aap Kay Boss, Colleague, Friend Ya Kisi Jaan Pehchaan Walay Ki Feeling Different Hosakti Hay Jis Ka Akser Aap Ko Andaza Bhi Nahi Hota. Talking Ya Conversation Skills Hamesha Bauhat Ehemiyat Rakhti Hain. Aisa Bhi Hota Hay Kay Aap Ka Nature Passive Hota Hay Aur Dosray Banday Aap Per Hawwi Hojatay Hain. Kia Aap Aggressive Hain Aur Aap Kay Doston Say Ziada Dushman Hotay Hain?  Yeh Bhi Mumkin Hay Kay Aap Apni Nature Ya Conversation…

مزید پڑھیں