Author: افضال فاروقی

Aaj Kal Ki Tez Raftar Life Main Aap Kay Pass Itna Waqt Nahi Hota Kay Fursat Kay Kuch Lamhat Ko Nature Kai Sath Guzarain. Laikin, Nature Kai Sath Thora Sa Waqt Aap Kay Mood, Work Productivity Aur Memories Per Buhat Positive Impact Daal Sakta Hai. University Of Chicago Kay Associate Professor Of Psychology, Marc Berman Nay Apni Study Main Bataya Hay Kay Work Break Main Sirf 50 Minute Ki Nature Main Walk Say Aap Ka Concentration Aur Attention Level Behtar Hosakta Hay. Is Kay Sath Aap Ki Working Memory Main Bhi 20% Behtari Aei Gi. Take Break From Work Kafi…

مزید پڑھیں

Aap Noujawan Hain Aur Career Ka Aghaz Ker Rahay Hain Tou Yeh Jaan Lain Kay Self-Control Aur Self Discipline Aap Kay Buhat Important Hoga. Yeh Woh Instincts Hain Jo By-Born Nahi Hotay Balkay Age Kay Sath Cultivate Hotay Hain. Author Aur Psychiatrist Phil Stutz Nay Bataya Hay Kay Behtareen Zindagi Guzarnay Kay Liye Discipline Chaheye Hota Hay. Iss Ka Yeh Matlab Nahi Hota Hay Ager Aap Nay Workout Na Kia Ho Ya Kaam Mai Koi Ghalti Hojai Tou Khudh Ko Maarna Shuru Kerdain. Self-Actualization Tak Pouhanchnay Kay Liye Three Types Of Discipline Chaheye Hotay Hain. In Teeno Types Ki Alag…

مزید پڑھیں

Woh Aya, Us Nay Dekha Aur Fatah Ker Liya, Pakistan Cricket Main Yeh Baat Shahid Afridi Per Jachti Hay. Wo 1996 Main International Cricket Main Aay Aur Aatay Hi Chha Gaey. Aaj 26 Saal Baad Bhi Shahid Ka Players Per Influence Baqi Hay. December Main Pakistan Cricket Board Main 'Inqilab' Aaya To New Management Nay Shahid Afridi Ko As An Interim Chief Selector Appoint Kerdiya. Ye 'Lala' Kay Liye Bilkul New Pitch Thi. Captain Say Mentor Aur Leg Spinner Say Hard Hitting Opening Batsman Tak, Lala Buhat Kuch Rahay Magar As A Chief Selector Un Ka Debut Kaisa Raha? Ye…

مزید پڑھیں

Shan Masood Ka Sitara Gardish Main Hay. Woh Pakistan Ki One Day Team Kay Vice Captain Bhi Banay Mager Team Main Un Ki Jagha Na Ban Saki. New Zealand Kay Against Pehlay 2 ODI Main Shan Ko Final Squad Mai He Shamil Nahi Kia Gaya Aur Jab Woh Imam Ul Haq Kay Injured Honay Kay Bad Team Main As An Opener Aei Tou As A Vice Captain Pehlay He Match Main Zero Per Out Hogaey. Shan Masood Nay 10 Saal Pehlay Apnay International Cricket Career Ka Aghaz Kiya. Woh Team Say In Out Hotay Rahay. Kisi Zamanay Main Woh Short…

مزید پڑھیں

Mausam Badal Raha Aur Beemariyan Bhi Barh Rahi Hain. In Dinon Main Aap Ka Immune System Strong Hona Chahiye, Tabhi Aap Fit Rahain Gay. Infectious Disease Expert Badaltay Mausam Ki Waja Say Buhat Muhtaat Rehnay Ki Advice Day Rahay Hain. Kia Aap Jantay Hain Kay Achi Diet Aur Kuch Careful Measures Say Khud Ko Beemar Honay Say Bacha Saktay Hain? Immune System Ko Effectively Boost Kernay Kay Liye Munasib Aur Sehat Kay Liye Faida-Mand Khoraak (Ghiza) Ka Kirdar Buhat Eham Hay. Importance Of Immune System Is Baat Ka Andaza Aap Ko Hona Chahiye Kay Aisa Ho Nahi Sakta Kay Aap…

مزید پڑھیں

Professional Life Main Aap Aisay Colleagues Ya Employees Ko Jantay Hongae Jo Apnay Kaam Main Expert Hongay. Unki Strengths Aur Abilities Unko Dosron Say Different Banati Hain. Koi Apnay Creative Ideas Ki Waja Say Famous Hoga To Kisi Main Leadership Qualities Outstanding Hoti Hain. Aisay Extra Ordinary Aur Rare Employees Hi Hain Jin Ki Ab Bhi Buhat Maang Hay Aur Mustaqbil Main Demand Hogi. Innovator Jab Kaam Par Kuch Naya Kerna Ho Tou Innovators Kay Ideas Buhat Kaam Aatay Hain. Time Of Crisis Main Bhi, Yeh Loog Agay Barh Ker Kuch Alag Kernay Ki Koshish Kertay Hain, Jis Ki Waja…

مزید پڑھیں

Stress Aik Aisa Masla Hai Jo Her Age Kay Afraad Main Aam Ho Raha Hay. Is Halat Main Jab Aap Neend Laitay Hain To Bajaey Pur-Sukoon Rehnay Kay, Aap Ko Distressed Dreams Hi Aatay Hain Jin Say Aap Ka Dimagh Mazeed Thak Jata Hay. Yeh Khwab Aap Ko Mazeed Pareshan Ker Daitay Hain Aur Aap Fatigued Feel Kertay Hain. Research Main Yeh Samnay Aya Hay Kay Jo Insaan Jitna Stressed Out Hota Hay, Us Ki Neend Utni Ziada Kharab Hoti Hay. Yani Jitna Stress, Utni Neend Disturbed. Aap Baar Baar Neend Say Uthain Gay, Pareshan-Kun Khwab Ayein Gae Aur Zehn…

مزید پڑھیں

Artificial Intelligence Hamari Daily Life Main Sab Kuch Badal Rahi Hay. Aap Nay Ager ChatGPT Ka Naam To Suna Hi Hoga, Ab Microsoft GPT AI Language Ko Test Kerna Shuru Kerdia Hay. Microsoft Ka Plan Hay Kay ChatGPT Ko Outlook, Word Aur PowerPoint Main Istemaal Karay. Open AI Ki State Of The Art Technological Products ChatGPT Aur Dall-E 2 Text To Image Generation Aur ChatBot Main Inqilaab Lay Aai Hain. ChatGPT Hay Kia? ChatGPT Aik Bot Hay Jo User Inputs Ka Jawab Dainay Kay Liay Banaya Gaya Hay, Aur Ye Bilkul Human-Like Response Daita Hay. Machine Learning Ki Madad Say Kaam Karnay…

مزید پڑھیں

Her Insaan Ki Khwahish Hoti Hay Kay Us Ka Din Productive Aur Worthy Ho. Aik Productive Day Kay Liye Kai Tips Aur Tricks Hain Jinhain Aap Follow Ker Saktay Hain. Aayen Aap Ko Aik Aisi Outline Daitay Hain Jis Say Aap jan sakain kay aap Ki Life Ka Koi Din Balke Her Dinn kaisay Productive Ban Sakta Hay. Make A To-Do List Kisi Bhi Kaam Ko Shuru Kerna Say Pehlay To-Do List Bananay Say Aap Kafi Mushkilaat Say Bach Saktay Hain. Last Moment Per Plan Banana Bad Strategy Kehlata Hay. Make Sure Kerain Kay Realistic Aur Qabil-e-Amal List Bana Lain.…

مزید پڑھیں

Hamaray Daily Routine Ka Ziada Tar Waqt Communication Main Guzarta Hay, Jo Zyada Tar Conversation Based Hoti Hay. Workplace Interaction Hi Ko Lay Lain, Jin Main Hum Ziada Tar Meetings, Emails, Phone Calls Aur Small Talk Ka Sahara Laitay Hain. Ab Hona To Yahi Chahiye Kay Hamari Conversations Positive Aur Constructive Hon, Laikin Ye Sirf Aik Ideal World Hi Main Hota Hay. Kai Baar Hamari Discussions Aur Conversations Cold Aur Out Of Context Hojati Hain. Kai Aisay Jumlay Ada Ho Jatay Hain, Jo Honay Nahi Chahiyen. Aayen Aap Ko Batatay Hain Kay Kaun Say Aisay Toxic Phrases Hain, Jinhain Aap…

مزید پڑھیں