Author: فہد کیہر

Artificial Intelligence Ki Dunya Mein ‘Singularity’ Ka Idea Buhat Bara Hay. Is Ka Aasan Sa Matlab Ye Hay Ke Jab Artificial Intelligence Insan Jitni Zaheen Ho Jaey, Is Stage Ko Singularity Kehtay Hain. Aisa Kab Hoga? Predict Karna Buhat Mushkil Hay Laikin Last Years Mein Is Maidan Mein Itna Kuch Hua Hay Ke Hum Keh Saktay Hain Singularity Ki Janib Qadam Barhna Shuru Ho Chukay Hain. Kuch AI Researchers Aisay Hain Jinhon Nay Andaza Laga Lia Hay Ke Artificial Intelligence Kab Insan Ki Skills Aur Abilities Tak Puhanch Sakti Hay. Is Kay Liay Aik Metric Banaya Hay Rome Ki Translation…

مزید پڑھیں

Babar Azam Nay Aik Aur Trophy Jeet Li! International Cricket Council Ka Saal Ka Sub Say Bara Aizaz ‘Sir Garfield Sobers Trophy’ Mila Hay Apnay Kaptaan Ko, Aur Youn ICC Nay Bhi ‘Babar Raj’ Tasleem Kar Lia Hay. Babar 2022 Kay Only International Player Thay Jinhon Nay 2,000 Say Zyada Runs Banaey. Is Saal Across All Formats Unhon Nay 54.12 Kay Average Say Aur 8 Hundreds Aur 17 Fifties Ki Madad Say 2,598 Runs Score Kiay. FormatMatRunsHSAveSR10050Test9118419669.6454.9447ODI967911484.8790.7735T20i26735110*31.95123.3215Total44259819654.1274.24817 Babar Azam ODI Mein Pura Saal Ranking Mein No. 1 Bhi Rahay Aur ODI Player Of The Year Bhi Banay. Laikin Ye Trophy…

مزید پڑھیں

Koi Kuch Bhi Kahay, Haqeeqat Ye Hay Ke Babar Azam Ko Roknay Wala Koi Nahi. ODI Team Of The Year Ka Captain Bananay Kay Baad ICC Nay Unhain ODI Player Of The Year Ka Award Bhi Day Dia Hay. Youn Babar Consecutive Years Mein Ye Title Jeetnay Walay Legends Mein Shamil Ho Chukay Hain. Babar Say Pehlay MS Dhoni, AB De Villiers Aur Virat Kohli Hi Aisay Player Guzray Hain Jinhon Nay Ye Karnama Anjam Dia Hay, Yani Musalsal 2 Saal ODI Player Of The Year Banay. Aur Haan! Babar Ye Award Hasil Karnay Walay First And Only Pakistani To…

مزید پڑھیں

Pandemic Kay Baad Tech Giants Nay Itnay Logon Ko Nikala Hay, Itnay Logon Ko Nikala Hay Ke Ab Ye News News Hi Nahi Lagti. Covid Nay Jahan Dunya Ka Hila Dia Tha, Waheen In Tech Companies Kay Liay Rehmat Ban Kar Aaya Tha. Dunya Online Aa Gai Thi Aur Work From Home Culture Barha To Inhon Nay Bara Maal Banaya. Laikin Zara Halaat Kya Badlay, Sab Say Pehlay Inhon Nay Hi Apnay Employees Ko Nikaalna Shuru Kardia. Aur New Year Mein To Layoffs Ki Speed Aur Barh Gai Hay. 2022 Mein Tech Giants Nay Total 150,000 Employees Ko Fire Kia…

مزید پڑھیں

Hum To Khush Thay, Hawaon Mein Urr Rahay Thay Ke Artificial Intelligence Hamari Daily Life Mein Aik Inqilab La Rahi Hay. ChatGPT Jaisa Powerful Chatbot, Wo Bhi Muft Chal Raha Tha Laikin Ab Khabar Aa Rahi Hay Ke Is Ka Aik Professional Version Aanay Wala Hay, Jo Paid Hoga. Ab Tak OpenAI Nay Officially To Koi Announcement Nahi Ki Laikin Social Media Par ChatGPT Kay Professional Plan Kay Baaray Mein Kafi Khabrain Aa Chuki Hain Aur Buri Khabar Ye Hay Ke Ye $42 Per Month Ka Hoga. Jee Haan! Yani Taqreeban 10,000 Rupees Mahana. https://twitter.com/alvinfoo/status/1617068589730889733?s=20&t=x--0os27NOE_ZgvEHZ970Q To Itna Mehnga Professional Version…

مزید پڑھیں

Teenagers, Jin Say Har Koi Naraz Rehta Hay, Yahan Tak Ke Parents Bhi. Nai Nasal Ka Rona To Samjhain Ab Baron Ki Hobby Ban Chuki Hay. Laikin Zara Sochain, Kuch Parents Bachon Ki Achi Tarbiyat Kaisay Kar Laitay Hay? Unhain Aik Kamyab Insan Kaisay Bana Laitay Hain? Teenagers Kay Sath Un Ka Relation Itna Mazboot Kaisay Hota Hay? Nahi! Un Kay Bachon Mein Kuch Khaas Nahi Hota, Balkay Ye Kamal Hota Hay Un Kay Parents Ka. Yani Tarbiyat Ki Zarurat Bachon Ko Kam Aur Baron Ko Zyada Hay. As A Parent Aap Ko Apni Soch Badalna Hogi. Asal Mein Parents…

مزید پڑھیں

International Cricket Council Nay T20 Aur Test Kay Baad ODI Team Of The Year Bhi Announce Kardi Hay. Saal 2022 Main 50 Overs Format Mein Zabardast Performance Dainay Walay 11 Players Ki Aik Team Muntakhib Ki Gai Hay Aur Us Ka Kaptaan Banaya Gaya Hay Apnay Babar Azam Ko. Yani Jo Apnay Mulk Mein Kisi Ko Acha Nahi Lag Raha, Jis Ki Kaptaani Khatray Mein Nazar Aati Hay, Cricket Kl Supreme Authority Ki Nazar Mein Us Say Behtar Captain Dunya Mein Koi Nahi. Isi Ko Urdu Mein Kehtay Hain “Ghar Ki Murghi, Daal Barabar.” ICC Kehta Hay Ke Babar Azam…

مزید پڑھیں

Youth Kay Inqilab Ka Safaya Karkay Lagta Hay Ab Waqai Naya Pakistan Ki Jaga Purana Pakistan Aa Chuka Hay. 69 Saal Kay Haroon Rasheed Ko Pakistan Cricket Board Mein Naya Chief Selector Laga Dia Gaya Hay. Haroon Rasheed Nay 1977 Say 1983 Kay Beech 23 Test Aur 12 ODIs Khelay Thay, Yani Competitive Cricket Khelay Huay 40 Saal Guzar Chukay Hain. Wo Itnay Puranay Hain Ke 1995 Mein Wohi Select Kar Kay Mohammad Wasim Aur Shahid Afridi Ko Under-19 Mein Laey THay. Jee Haan! Donon Recent Chief Selectors Unhi Kay Hathon Under-19 Cricket Mein Aaey Aur Phir Peechay Murr Kar…

مزید پڑھیں

Jansher Khan, Kabhi Ye Naam Sun Kay Lakhon Dil Dharaktay Thay. Aik Aisa Player, Jis Nay Saalon Tak Squash Courts Mein Pakistan Ka Parcham Buland Rakha Aur Jahangir Khan Kay Baad Hamain Is Khel Mein Dominant Kiya. Jansher Khan Approx. 10 Saal Tak World No. 1 Rahay, Record 8 Martaba World Open Jeeta, 6 Baar British Open Champion Rahay Aur Squash Ka Kaun Sa Aisa Aizaz Tha Jo Unhon Nay Haasil Nahi Kia. 2001 Mein Un Ki Retirement Kay Sath Hi Pakistani Squash Ka Golden Era Khatam Ho Gaya. Ab New Generation Janti Bhi Nahi Ke Jansher Khan Kaun Hain?…

مزید پڑھیں

Is Waqt India Mein Men’s Hockey World Cup Chal Raha Hay, Aik Baar Phir Pakistan Kay Baghair Hi. Aik Zamana Tha Ke Hum Dunya Ko Sikhatay Thay Ke Hockey Kheltay Kaisay Hain, Aur Ab Ye Waqt Aa Chuka Hay Ke Pakistan Last 4 World Cup Tournaments Mein Say 2 Kay Liay Qualify Hi Nahi Kar Paya. Aur Jin World Cup Tournaments Mein Shirkat Ki, Wahan Bhi 12th Position Hasil Ki. Hockey World Cup Mein Pakistan Ki Performance 1994 Hockey World Cup Jeetnay Kay Baad YearHostPosition1998 Utrecht, Netherlands5th2002 Kuala Lumpur, Malaysia5th2006 Mönchengladbach, Germany6th2010 New Delhi, India12th2014 The Hague, NetherlandsDNQ2018 Bhubaneswar, India12th2023…

مزید پڑھیں