Author: محمد عرفان

Kya Hum Ab Tak Daur-e-Jahiliat Mein Ji Rahay Hain. Jahan Qabeeley Ke Sardar, Waderay, Khan, Nawab Aur Chaudhry Jeetay Jagtay Insanon Ko Apna Ghulam Aur Qaidi Bana Kar Rakhtay Hain. Jab Chahtay Hain Kisi Chewnti Ki Tarha Masal Kar Un Ki Zindagi Ka Khtama Kar Detay Hain? Yeh Sawalaat Har Kuch Arsay Baad Pakistan Ke Awam Ke Zehnon Mein Peda Hotay Hain. Balochistan Ke Zilla Barkhan Mein Khatoon Aur 2 Bachon Ke Qatal Par Bhi Yahi Sawal Uth Rahay Hain. Mein Kis Ke Haath Per Apna Lahu Talash Karun? Chand Din Pehlay Social Media Par Aik Video Viral Hui Thi…

مزید پڑھیں

Chairman NAB Aftab Sultan Ke Resign Ne PDM Sarkar Ki Daman Per Aik Aur Daagh Laga Diya Hay. Shehbaz Sharif Hukumat Per Pehlay Hi Mehngai Aur Bad Intizami Ki Waja Se Tanqeed Ki Ja Rahi Hay Aur PMLN Awami Tor Per Mazeed Gher Maqbool Ho Rahi Hay. Ilzamat Lag Rahay Hain Ke PDM Hukumat Economy Ki Halat Theek Karnay Ke Bajaye Imran Khan Ko Zer Karnay Aur Siyasi Hisab Barabar Karnay Ki Koshishon Main Lagi Hay. Aisay Main Chairman NAB Ke Istefay Ne In Ilzamat Ko Hawa Di Hay. PM House Se Jari Notification Main Kaha Gaya Ke Aftab Sultan…

مزید پڑھیں

Sabiq Chairman FBR Shabbar Zaidi Kehte Hain Ke 50 Saal Se Mulk Jis Tarha Chalaya Ja Raha Hay, Aisay Nahi Chal Sakta. Mulk Default Ki Taraf Ja Raha Hay. IMF Ka Program Waqti Relief Faraham Karay Ga. Hukmranon Ki Be-Hisi Dekh Kar Dil Karta Hay Ke Mulk Default Karay Taakay Awam Sarkon Par Aakar Inhein Maaren. Shabbar Zaidi Ne Raftar Ko Khusoosi Interview Mein Economy Ke Mutaliq Salawon Ke Tafseeli Jawab Diye . Sawal : Kya IMF Program Se Pakistan Default Se Bach Jaye Ga? Shabbar Zaidi: IMF Program Pakistan Ko Default Se Nahi Bachaye Ga. Ye Program Qarzon Ki…

مزید پڑھیں

Pakistan Ki Economy Ke Hawalay Se Khatray Ki Ghanti To Bohat Arsay Se Baj Rahi Thi. Ab Tou Ghantay Bajnay Lagey Hain. Maeeshat Ki Kashti Har Guzartay Ghantay Ke Sath Aik Khatarnak Bhanwar Ki Taraf Barh Rahi Hay. IMF Ki Tamam Conditions Par Hukoomat Ghutnay Tek Chuki Hay Lekin Wahan Se Do More Ke Taqazay Samnay Aa Jatay Hain. Sawal Yeh Hai Ke Kya IMF Ki Tranche Milnay Se Ye Hichkolay Khati Kashti Kinare Par Pohanch Jaye Gi? Is Sawal Ke Jawab Mein International Credit Rating Agency Moody’s Ki Senior Economist Katrina Ell Ka Kehna Hai Ke Sirf IMF Ki…

مزید پڑھیں

پاکستان اور انٹرنیشنل مونیٹری فنڈ (آئی ایم ایف) کا love-hate relationship بہت پرانا ہے۔ آئی ایم ایف کچھ ارب ڈالر دینے كے لیے ایسی ایسی شرائط لگاتا ہے کہ عوام کی چیخیں نکل جاتی ہیں۔ مگر معیشت كے علاج كے نام پر عوام کو یہ کڑوی دوائی پلا دی جاتی ہے۔ بدقستمی سے آئی ایم ایف کی ساری شرائط پر عمل کرنے كے بعد بھی معیشت کی حالت ٹھیک نہیں ہوتی اور ہر کچھ عرصے بعد آئی ایم ایف كے ایمرجنسی وارڈ جانا پڑتا ہے۔ پاکستان 75 سال میں آئی ایم ایف سے 23 پروگرامز لے چکا ہے، یعنی پاکستان…

مزید پڑھیں

مقبوضہ جموں و کشمیر كے عوام 75 سال سے آزادی کی جدوجہد کر رہے ہیں، مگر بھارت ان کو بنیادی حق دینے کو تیار نہیں بلکہ مودی سرکار نے تو ظلم و بربریت اور حقوق کی پامالی کی بدترین داستانیں رقم کر دی ہیں۔ پر اب مقبوضہ کشمیر کا معاملہ مزید کھٹائی میں پڑتا دکھائی دے رہا ہے کیونکہ وہاں لیتھیئم كے بہت بڑے ذخائر دریافت ہوئے ہیں۔ https://twitter.com/MinesMinIndia/status/1623720717656420353 بھارتی حکام كے مطابق جموں و کشمیر كے ضلع ریاسی سلال ہمانا سے لیتھیئم كے 60 لاکھ ٹن كے ذخائر ملے ہیں۔ یہ علاقہ سری نگر سے تقریباً 200 کلومیٹر جنوب…

مزید پڑھیں

جب زمین لرزنے لگتی ہے۔ اونچی اونچی عمارتیں جھولتی، لڑکھڑاتی اور پھر گر جاتی ہیں۔ سڑکوں پر شگاف اور دراڑیں پڑ جاتی ہیں۔ لوگ گھروں اور عمارتوں کے ملبے تلے زندہ دفن ہوجاتے ہیں۔ ہر طرف چیخ پکار اور افراتفری پھیل جاتی ہے۔ یہ بہت خوفناک مناظر ہوتے ہیں۔ مگر یہ مناظر انسان صدیوں سے دیکھتا آرہا ہے اور شاید اس دنیا کے فنا ہونے تک دیکھتا رہے گا۔ ویسے تو زلزلے اور سمندری طوفان کو دنیا کی خطرناک ترین قدرتی آفت کہا جاتا ہے کیونکہ یہ اب تک لاکھوں زندگیاں نگل چکے ہیں۔ مگر سمندری طوفان کے مقابلے میں…

مزید پڑھیں

عام طور پر یہ خیال کیا جاتا ہے کہ پاکستان میں دہشت گردی نائن الیون کے بعد شروع ہوئی جب امریکا نے حملے کا الزام القاعدہ پر لگا کر افغانستان پر حملہ کردیا تھا۔ پھر امریکی اور اتحادی افواج سے افغان طالبان کی طویل لڑائی ہوئی۔ اس کے ساتھ ساتھ کالعدم تحریک طالبان پاکستان بھی وجود میں آئی جس نے افغان جنگ میں امریکا کا ساتھ دینے پر پاکستان میں دہشت گردی کی کارروائیاں شروع کیں۔ یہ بات حقیقت ہے کہ افغانستان پر امریکا کے حملے اور ٹی ٹی پی قائم ہونے کے بعد پاکستان میں دہشت گردی کے واقعات…

مزید پڑھیں

Waisay To Pakistan 75 Saal Se Nazuk Morr Par Hi Hay. Magar Is Baar Economic Crisis Waqai Mein Tashweesh Naak Hay. Mulk Ke Forex Reserves History Ke Lowest Level Par Pahonch Chukay Hain. Import Aur Loans Ki Payment Ke Liye Dollars Nahi Hain. IMF Ne Loan Ki Agli Tranche Dainay Ke Liye Strict Conditions Lagai Hui Hain. Un Mein Se Aik Par Implement Ke Baad Dollar Ki Qeemat Qaboo Se Bahar Ho Chuki Hay. Dollar 260 Se Oopar Jane Ke Baad Mehengai Ka Naya Tufaan Anay Wala Hay. Aisay Mein Har Pakistani Ke Zehen Mein Yeh Sawal Hai Ke Mulk…

مزید پڑھیں

'Duniya Ka Teesra Sab Se Ameer Tareen Aadmi Gautam Adani Duniya Ki Tareekh Ka Sab Se Bara Corporate Fraud Kar Raha Hay.' Yeh Sansani Khez Ilzaam America Ki Finance Forensic Company Hindenburg Research Ne Apni Aik Taaza Report Mein Lagaya Hay. Report Mein To Gautam Adani Ke Liye Corporate History Ke Sab Se Barray Dhokay Baz Ke Alfaaz Bhi Istemaal Kiye Gaye. Report Mein Kaha Gaya Hay Ke Hum Ne Apni Do Saal Ki Investigation Ke Baad Yeh Saboot Ikathay Kiye Hain Ke 218 Billion Dollar Ki Maliyat Rakhnay Wala Adani Group Pichli Kayi Dahaiyon Se Accounting Fraud Aur Stock…

مزید پڑھیں