Author: محمد عرفان

Pakistan Ke Prominent Anchor Aur Journalist Arshad Sharif Ko Kenya Main Murder Kiya Gaya. Fact Finding Committee Ne Supreme Court Main Submit Karayi Gayi Report Main Kaha Ke Arshad Sharif Ko Planning Kar Ke Qatal Kiya Gaya Jis Main Kenyan Police Use Hui. Arshad Sharif Murder Case Abhi Supreme Court Main Chal Raha Hay. Arshad Sharif Ko Marnay Ki Planning Kis Ne Ki? Kiya Un Ke Naam Samnay Aayen Gay Aur Un Ko Saza Milay Gi? Ye Tou Aanay Wala Waqt Hi Bataye Ga, Magar Mazi Main Pakistan Main Is Se Zyaad High Profile Murder Huye Hain Jin Ke Masterminds…

مزید پڑھیں

Jis Tarha Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Ki Shakhsiyat Pakistan Ki Pehchan Hai. Isi Tarha Mazar-e-Quaid Karachi Ki Pehchan Ban Chuka Hai. September 1948 Mein Babay-e-Qaum Ka Intqaal Huva Tou Un Ke Burial Ke Liye Aisay Muqam Ka Selection Kiya Gaya Jahan Un Ke Shayan Shaan Mausoleum Banaya Jasakay. Quaid-e-Azam Memorial Fund 20 September 1948 Ko Quaid-e-Azam Ke Baad Governor General Ban'nay Walay Khwaja Naazimuddin Ki Sarbarahi Main Quaid-e-Azam Memorial Fund Banaya Gaya Aur Aik Rupay, 5 Rupay Aur 100 Rupay Ke Coupon Jari Kiye Gaye. Awam Ye Coupon Khareed Kar Babay-e-Qaum Ke Mazaar Ki Taamer Main Hissa Mila Saktay Thay.…

مزید پڑھیں

Saal 2022 Bhi Khatam Ho Raha Hay. Is Saal Bhi Mukhtalif Famous Aur Aham Personalities Hum Se Juda Hueen. In Main Politics, Showbiz, Journalism, Sports Samait Har Sector Se Talluq Rakhnay Wali Shakhsiyat Shamil Hain. Rehman Mailk Pakistan People’s Party Ke Senior Leader Aur Ex Interior Minister Senetor Rehman Malik Ka Inteqal 23 February 2022 Ko Hua. 70 Saal Ke Rehman Malik Corona Virus Se Mutasir Huvay Thay. Rehman Malik Party Ke Un Logon Main Se Thay Jo Benzair Bhutto Aur Asif Zardari Ke Qareebi Sathiyon Main Shumar Hotay Thay. Rehman Malik Siyasat Main Aanay Se Pehlay Interior Department Main…

مزید پڑھیں

Ex Prime Minister Imran Khan Ne 23 Decemeber 2022 Ko Punjab Aur Khyber Pakhtunkhwa Ke Assemblies Dissolve Karne Ka Elaan Kya Hai. Takay Mulk Main Fori General Elections Ho Saken. https://twitter.com/PTIofficial/status/1604146697403252736 Pakistan Main Assemblies Dissolution Ki History Pakistan Mein Assemblies Ki Dissolutions, Prime Ministers Ya Chief Minsters Ki Rukhsati Koi Nai Baat Nahi. Liaquat Ali Khan Ke Qatal Ke Baad Se Mulk Mein Siyasi Afratafri Aur Chaos Urooj Par Pahonch Chuka Tha. Pakistan Mein Sab Se Pehlay Jo Assembly Tori Gayi Who 1940 Ki Famous ‘Lahore Resolution’ Paish Karne Walay Molvi Fazlul Haq Ki Thi Jo East Bangal Ke Chief…

مزید پڑھیں

Har Saal December Atay Hi Pakistan Mein Bohat Se Logon Ke Dil Aik Painful Event Ki Yaad Mein Doob Jatay Hain. Fall Of Dhaka Ke Zakhm Phir Haray Ho Jatay Hain. East Pakistan Ke Bangladesh Ban'nay Par Behas Ki Jati Hai. Sawal Uthaye Jatay Hain Ke Kya Hum Aaj Bhi Wohi Ghalatiyan Tou Nahi Dohra Rahay Jinhon Ne Country Ko 2 Tukre Kya. East Pakistan Ki Separation Ka Zimmedar Kaun? Pakistan Ke EX Army Cheif General Qamar Bajwa Ne Kuch Din Pehlay Aik Event Mein Khitaab Kartay Huye Kaha Tha Ke East Pakistan Ki Separation Military Nahi Political Failure Thi.…

مزید پڑھیں

Aap ‘Top Leadership Skills’ Google Karen To Aap Ko Result Main Is Tarah Ke Lafz Milen Ge. • Vision • Influence • Feedback • Motivation • Communication. Ye Sab Zaruri Skills Hain. Lekin In Ke Elawa Bhi Kuch Powerful Aur Less-Obvious Skills Hain Jo Aik Team Leader Main Hona Zaruri Hain. Un main Se Kuch Ye Hain. • Self-Management Sab Se Pehlay Aap Jis Ko Lead Kartay Hain Wo Aap Khud Hotay Hain. Strong Leaders Apnay Behavior Aur Wellbeing Ki Khud Responsibility Letay Hain. Agar Aap Khud Ko Lead Nahi Kar Saktay Tou Aap Ke Liye Leadership Ki Dusri Skills…

مزید پڑھیں

Middle Class Se Classic Success Ki Story 1890 Main Us Ne Aik Chhotay Se Gaaun Ke Aik Middle Class Gharanay Main Aankh Kholi. Wo 3 Behn Bhaion Main Sab Se Bara Tha. Wo 5 Saal Ka Tha Ke Walid Ka Inteqal Ho Gaya Aur Problems Ne Un Ke Ghar Ka Rasta Dekh Liya. Us Ki Walida Ne Ghar Chalany Ke Liye Factory Main Kaam Shuru Kar Diya. Wo School Se Aa Kar Chotay Bhai Aur Behn Ka Khayal Rakhta Aur Un Ke Liye Khana Bhi Pakata. 9 Saal Ki Umar Main Us Ne Ne Gosht Pakana Bhi Seekh Liya Tha.…

مزید پڑھیں

2022 Ka Saal Bhi Ending Per Hay. Ye Saal Dunya Bhar Ke Liye Khasa Jungama Jhez Raha. Is Saal Covid-19 Ka Zor Kam Raha Tou Dunya Bhar Main Mehngai Kisi Waba Ki Tarah Pheli. Aik Taraf Russia Ukraine War Se World Peace Mtasir Hua Tou Dusri Taraf World Population Ne 8 Billion Ka Milestone Paar Kiya. Aaiye Dekhtay Hain Is Saal Dunya Bhar Main Kaun Kans Se Major Events Headlines Main Rahay. 5 Super Powers Ka Rare Statement 4 January: United Nations Security Council Ke 5 Permanent Members America, China, Russia, Uk Aur France Ne Aik Rare Statement Issue Kiya,…

مزید پڑھیں

Jab Bhi Hum Dangerous Animals Ki Baat Kartay Hain Tou Hamaray Zehn Main Khoonkhwar Qisam Ke Janwaron Maslan Sher, Cheetay, Bheriye, Sharks Waghera Ka Khayal Aata Hay. Jabkay Reality Is Se Different Hay, Danger Honay Ke Liye Size Aur Strength Itna Matter Nahi Kartay. Shark Ko Aat Tor Per Bohat Deadly Perceive Kiya Jata Hay, Lekin Wo To Human Deaths Ke Lehaz Se Top 10 Main Jaga Bhi Nahi Bana Sakti. Shark Annually Sirf 6 Human Deaths Ka Cause Banti Hay Aur Lions Sirf 22 Logon Ki Zindagi Ka Khatam Kartay Hain. Dusri Taraf Deadliest Animals Aksar Chhotay Hotay Hain…

مزید پڑھیں

Aksar Naujawan Jab Business Karnay Ka Sochtay Hain Tou Un Ka Khayal Hota Hay Ke Business Karoron Rupay Ki Investment Si Hi Kiya Ja Sakta Hay. Us Ke Liye Kisi Posh Elaqay Main Shandar Office Aur Millions Of Rupees Ka Capital Aur Cash Flow Hona Chahiye. Ab Jin Ke Pass Itna Paisa Nahi Hota Wo Ye Soch Kar Mayus Ho Jatay Hain Ke Jab 9 Man Tel Hi Nahi Tou Radha Kesay Nachay Gi. Dusri Janib Agar Hum America Ko Dekhen Tou Aaj Dunya Per Raj Karnay Wali Bohat Si Companies Garage Se Start Hui Theen. Yani Bohat Small Scale…

مزید پڑھیں