Author: محمد عرفان

Huye Naamwar Be Nishan Kaisay Kaisay, Zameen Kha Gayi Aasmaan Kaisay Kaisay. Yeh Couplet Sirf Individuals Per Hi Nahi Companies Per Bhi Sacha Sabit Hota Hay. Baray Baray Business Jin Ka Kisi Zamanay Main Bohat Naam Aur Maqam Hota Hay Wo Band Ya Shrink Ho Kar Gumnami Ke Andheron Main Kho Jatay Hain. Kitni Ajeeb Baat Hay Ke 1955 Main Fortune 500 Ki List Main Shamil 88% Companies Ab Is List Main Nahi Raheen. Ya Tou Wo Bankrupt Ho Gayeen, Merge Ho Gayeen Ya Itni Neechay Aa Gayeen Ke Un Ko Fortune 500 Main Jagah Hi Nahi Mil Saki. Ab…

مزید پڑھیں

Jhoot Chahay Kisi Se Bhi Bola Jaye Nuqsan Deh Hota Hay Lekin Sab Se Khatarnak Jhoot Wo Hotay Hain Jo Insan Khud Se Bolta Hay. Dusray Tou Kabhi Na Kabhi Jhoot Aur Such Ka Farq Pehchan Letay Hain Magar Insan Khud Se Bolay Wanay Jhoot Ko Hamesha Such Samajhta Rehta Hay. Is Tarah Aadmi Apnay Rastay Main Khud Baroodi Surangen Bachata Hay Jo Kamyabi Ki Manzal Ki Taraf Us Ke Safar Ko Rok Deti Hain. Khud se Bolay Janay Walay 7 Khatarnak Tareen Jhoot 1- Log Mujh Per Hansen Ge Ye Aik Aisa Jhoot Hay Jis Ke Jaal Se Nikalna…

مزید پڑھیں

Bitcoin Aur Ethereum Se Le Kar Dogecoin Aur Tether Tak Is Waqt Dunya Main Hazaron Different Cryptocurrencies Hain. Tou Agar Kisi Ko Cryptocurrency Main Invest Karna Ho Tou Us Ke Liye Selection Mushkil Ho Jati Hay. Aisay Afrad Ki Asani Ke Liye Hum Ne Market Capitalization Ya Circulated Coins Ke Lehaz Se 2022 Ki Top 10 Cryptocurrencies Ki List Banai Hay. Cryptocurrencies Hoti Kiya Hain? Cryptocurrency Aik Aisa Digital Asset Hay Jo Kisi Bank Ya Government Ki Central Authority Ke Bagahir Circulate Karta Hay. Ab Tak Dunya Main Cryptocurrency Ke 21,881 Projects Chal Rahay Hain Aur In Ki Total Market…

مزید پڑھیں

Kisi Bhi Mulk Ki Khush Hali Ka Raaz Chand Cheezon Per Hota Hay Jin Main Sab Se Numayan Wahan Ki Gross Domestic Product, Tax To GDP Ratio, Exports Shamil Hain. Agar Kisi Mulk Ki GDP Achi Ho Magar Tax To GDP Ratio Kam Ho Tou Us Mulk Ko Budget Deficit Ka Samna Ho Sakta Hay. Isi Tarah Agar Kisi Mulk Ki Imports Exports Se Zyada Hon Tou Trade Deficit Sangeen Problem Ban Jata Hay. Pakistan 75 Saal Se In Dono Masail Ka Shikar Hay. Hamari Exports Hamesha Imports Ke Muqablay Main Bohat Kam Rahi Hain. Is Liye Pakistan Shuru Se…

مزید پڑھیں

Hum Sab Aksar Aisay Logon Se Miltay Hain Jin Main Confidence Koot Koot Kar Bhara Hua Hota Hay Aur Un Ke Har Andaz Se Jhalakta Hay. Wo Kisi Ghar Main Dakhil Hon Tou Lagta Hay Ke Wo Us Ke Malik Hain. Wo Apnay Ideas Aitimad Se Share Kartay Hain, Un Ko Rejection Ka Koi Darn Ahi Hota. Wo Naye Logon Se Milnay Aur Unhen Apnay Personal Network Main Shamil Karnay Main Khushi Mehsoos Kartay Hain. Kya Aap Ne Kabhi Socha Ke Wo Aisay Kiun Hotay Hain? Usheroff Institute Of Leadership And Branding Consultants Ki President Roz Usheroff Kehti Hain Ke…

مزید پڑھیں

Zyada Tar Logon Ka Ye Khayal Hota Hay Ke Wo Jo Kuch Khatay Hain Us Ka Asar Un Ke Heart, Liver, Stomach Aur Waistline Per Hi Parta Hay. Magar Un Ko Shayad Ye Nahi Pata Hota Ke Us Ka Bohat Zyada Impact Un Ke Brain Per Bih Parta Hay. America Ki Harvard University Ki Nutritionist Dr. Uma Naidoo Ne Research Ke Hay Ke Kis Tarah Khanay Ki Kuch Cheezain Avoid Kar Ke Mood Aau Mental Well-Being Main Numayan Behtri Layi Ja Sakti Hay. Brain Health Ke Liye Kiya Cheezen Na Khayen? Leafy Greens, Colorful Fruits Aur Vegetables, Seafood, Aur Nuts, Beans…

مزید پڑھیں

Pakistani Doctor Salahiytaon Main Dunya Main Kisi Se Kam Nahi, Yehi Wajah Hay Ke Pakistani Doctron Ko Dunya Bhar Main Hathon Haath Liya Jata Hay. Har Saal Saikron Pakistani Watan Chhor Kar Berun-e-Mulk Chalay Jatay Hain. Pakistani Doctor Usa, Uk, Ireland, Canda, Saudia Arabiya Samait Dunya Ke Har Mulk Main Kaam Kar Rahay Hain. Agar Aap Bhi Doctor Hain Aur Pakistan Se Bahar Ja Kar Practice Karna Chahtay Hain Tou Ireland Jana Aap Ke Liye Bohat Asan Hay Kiune Ireland Main Pakistan Ki House Job Ko Accept Kiya Jata Hay Lekin Zaruri Hota Hay Ke Aap Ne Medicine Aur Surgery…

مزید پڑھیں

Pakistan Main Aik Baar Phir Presidential System Aur Parliamentary System Yani Sadarati Nizam Aur Parlemani Nizam Ke Mutaliq Behas Shuru Ho Chuki Hay. Sabiq Wazir-E-Azam Imran Khan Ne Aik Interview Main Kaha Ke Parliamentary System Sirf Anglo Saxon Mulkon Ke Liye Munasib Hay. Yani Britain, Australia, New Zealand Canada Waghera Main. Imran Khan Ne Anglo Saxon Mulkon Main Parliamentary System Is Liye Kamyab Hay Kyunke Wahan Moral Standards Bohat High Hain. Wahan Koi Horse Trading, Floor Crossing Nahi Hoti. Minor Se Corruption Bhi Bardasht Nahi Ki Jati. Wahan Ki Public Achai Ke Saath Khari Hoti Hay Aur Kisi Ki Himmat…

مزید پڑھیں

Achay Mustaqbil Ke Liye Apni Janam Bhoomi Chhor Kar Dusri Jagah Jana Koi Naya Rivaaj Nahi Hai. Emigration Ki Tareekh Itni Purani Hai Jab Tareekh Ka Record Rakhnay Ka Rivaaj Bhi Nahi Tha. Sadiiyon Se Aisa Hota Araha Hai Ke Log Behtar Opportunities Ke Liye Village Se Shehar, Chhotay Shehar Se Baray Shehar Aur Aik Mulk Se Dosray Mulk Ka Rukh Karte Hain. Yeh Opportunities Education Ki Bhi Hosakti Hain, Behtar Job Ki Aur Behtar Law And Order Ki Bhi . Ab Bhi Duniya Bhar Mein Log Apna Mulk Chhor Kar Dosray Mulk Hijrat Kar Jatay Hain. Khaas Tor Par…

مزید پڑھیں

'Bachay Do Hi Achay','Kam Bachay Khushaal Gharana', 'Waqfa Zaroori Hai'. Pakistan Mein Aik Zamane Mein Family Planning Ke Ads Itnay Zyada Chalaye Jatay Thay Ke Bachay Bachay Ko Ye Jumlay Yaad Hogaye Thay. Har Hukoomat Ko Ye Ishtihar Is Liye Chalanay Partay Thay Ke Pakistan Mein Aur Kuch Barhay Nah Barhay Population Puri Raftar Se Barh Rahi Hai. Pakistan Mein Ye Masla Kitna Sangeen Hai, Is Ka Andaza Is Baat Se Bhi Lagaya Ja Sakta Hai Ke 1951 Ke Census Mein Mulk (Sirf West Pakistan) Ki Population 3 Crore 70 Laakh Thi Jabkay Aur Bartania Ki Population 5 Crore 10…

مزید پڑھیں