Author: محمد عرفان

Twitter Monetization Ke Mutaliq Aksar Logon Ke Zehn Main Sawal Paida Hotay Hain. Kya Twitter Se Dollar Kamana Mumkin Hai? Kya Twitter Par YouTube Ki Tarha Views Per Paisay Mil Saktay Hain Hai? In Ka Saada Sa Jawab Kuch Din Pehlay Tak To Yeh Tha Ke Aisa Mumkin Nahi Hai. Jis Tarhan Log YouTube Par Apne Content Se Paisay Kamate Hain. Twitter Par Aisa Nahi Hota. Twitter Par Kisi Brand Ki Promotion Ya Followers Ki Janib Se Di Jane Wali Tips Ya Super Followers Ki Fees Ke Zariye Kamaai Mumkin Thi. Lekin Ab Khushi Ki Khabar Yeh Hai Ke Twitter…

مزید پڑھیں

Army Chief General Qamar Javed Bajwa Ke Assets Se Mutaliq Report Misleading Aur Assumptions Par Mabni Hay. ISPR ISPR Ne Rukhsat Honay Walay Army Chief General Qamar Javed Bajwa Ke Assets Se Mutaliq Report Ki Muzammat Karte Huye Kaha Hai Ke General Qamar Javed Bajwa Aur Un Ki Family Ke Asason Se Mutaliq Social Media Par Gumraah Kin Adaad Vshmar Share Kiye Gaye Hain .ISPR Ki Janib Se Yeh Bayan Tehqiqati News Website ‘Fact Focus' Ki Report Ke Baad Diya Gaya Hay. Chand Roz Pehlay Publish Honay Wali Report Mein Tax Returns Aur Wealth Statement Ka Hawala Detay Huye Daawa…

مزید پڑھیں

PTI Ke Senator Azam Khan Swati Ko Fauji Afsaraan Ke Khilaaf Controvercial Tweet Karne Par FIA Ne Girftar Kar Liya.FIR Mein 3 Twitter Accounts Ka Hawala Dete Hue Kaha Gaya Hai Ke Azam Swati Aur Mazkoorah Accounts Ne Mazmoom Maqasid Ke Sath Reyasti Idaron, General Qamar Javed Bajoh Samait Senior Fauji Afsaraan Ke Khilaaf Intehai Jarehana Andaaz Mein Twitter Par Muhim Ka Aaghaz Kya .FIR Mein Mazeed Kaha Gaya Hai Ke ‘Is Tarha Naam Le Kar Aur Ilzaam Laganay Wali Ishtial Angaiz Tweet Riyasat Ko Nuqsaan Pohanchanay Ke Liye Musallah Afwaj Ke Afsaraan Ke Darmiyan Tafreeq Peda Karkay Auar Baghaawat…

مزید پڑھیں

Chairman PTI Imran Khan Ne Mulk Ki Tamam Assemblion Se Istefay Dainay, Punjab Aur KP Assemblyan Tehleel Karne Ka Ailan Kardiya.Sabiq Wazieer-e-Azam Imran Khan Ne Kaha Ke Hum Ne Faisla Kya Hai Ke Saari Assemblion Se Nikalny Lagay Hain.Rawalpindi Mein Long March Ke Shurka Se Khitaab Karte Huye Imran Khan Ne Kaha Ke Hum Bajaye Apne Mulk Mein Tor Phor Karen. Is Se Behtar Hai Ke Hum Is Corrupt Nizaam Se Bahar Nikleen Aur Is System Ka Hissa Na Banen. Jidhar Ye Chor Beth Kar Har Roz Apne Arbon Rupay Ke Case Muaf Karwa Rahay Hain.Un Ka Kehna Tha Ke…

مزید پڑھیں

First World War Se Pehlay Hi Turkey Ko ‘Sick Man Of Europe’ Kaha Janay Laga Tha. Kiun Ke Us Waqt Tak Khilafat-e-Usmania Zawal Ka Shikar Ho Chuki Thi. Aik Ke Baad Aik Elaqa Turkey Ke Qabzay Se Nikal Kar Europe Ke Qabzay Main Ja Raha Tha. Jangi Maidan Main Shikast Ke Saath Economic Front Per Bhi Mushkilat Barhnay Lagi Theen. Mulk Main Har Taraf Ghurbat Aur Be Rozgari Phel Chuki Thi. Logon Ka Maiyar-e-Zindagi Musalsal Kam Ho Raha Tha. Economic Crisis Se Turkey Ki War Power Mazeed Kam Ho Gayi Aur Aakhir-e-Kar Ottoman Empire Ka Khatma Ho Gaya. Pakistan Bhi…

مزید پڑھیں

Kisi Bhi Mulk Ki Khushali Ka Raaz Uski Exports Hoti Hain. Kyun Ke Exports Hi Se Mulk Ki Industry Chalti Hay. Foreign Exchange Mulk Main Aata Hay. Logon Ki Aamdani Barhti Hay. Foreign Exchange Reserves Main Izafa Hota Hay. Kiya Pakistan Ki Exports Barh Rahi Hain? Pakistan Bureau of Statistics Ne Kaha Hay Ke July to Oct 2022 Main Pichlay Saal Ke Muqablay Main Rupee Term Main 35% Izafa Hua Hay. Yani July to Oct 2021 Main Pakistan Ke Exports Rs. 1,570,136 Million Theen Jo Ke July to Oct 2022 Main Rs. 2,131,776 Million Ho Gayeen. Asal Main Hukumaten Aisey…

مزید پڑھیں

Twitter Pakistan Main Maqbool Tareen Social Platforms Main Se Aik Hay. Khaas Tor Per Politics, Current Affairs, Economics Waghera Se Dilchaspi Rakhnay Walay Twitter Ko Hi Prefer Kartay Hain. Kyunke Yehan Har Khabar Sab Se Pehlay Mil Jati Hay. Pakistan Ki Most Famous Shakhsiyat Ki Baat Ki Jaye Tou PTI Ke Chairman Imran Khan Ko Sab Se Maqbool Siyasatdan Kaha Jata Hay. Ye Baat Twitter Per Unki Followership Se Bhi Sabit Hoti Hay. Top 10 Most Popular Pakistanis On Twitter Sabiq Wazir-e-Azam Imran Khan Ke Twitter Per 18.3 Million Follower Hain. Un Ke Muqablay Main Door Door Tak Koi Political…

مزید پڑھیں

Aik Jaali Bayaniya Bana Kar Mulk Mein Afra Tafri Ki Kefiyat Peda Ki Gayi, Army Cheif Fauj Ki Qayadat Kabhi Bhi Mulk Ke Mafaad Ke Khilaaf Nahi Ja Sakti, General Qamar Bajwa Koi Bairooni Saazish Ho Aur Fauj Kuch Nah Kere, Yeh Namumkin Balkay Gunah Hai, Qamar Bajwa Fauj Par Tanqeed Siyasi Jamaaton Ka Haq Hai Lekin Alfaaz Ke Intikhab Mein Ahthyat Karen, Army Cheif 1971 Ka Saneha Mashriqi Pakistan Fauji Nahi Siyasi Nakami Thi, Army Cheif General Qamar Bajwa Yeh Nikaat Hain Army Cheif General Qamar Javed Bajwa Ki Us Last Speech Ke Jo Unhon Ne GHQ Mein Yaum-e-Difaa-o-Shohada…

مزید پڑھیں

Bar-e-Sagheer Pak-o-Hind Main Darhi Aur Deen Ko Lazim o Malzoom Tassawur Kiya Jata Hay. Yani Agar Kisi Ne Darhi Rakhi Hoti Hay, Khas Tour Per Aik Mutthi Se Zyada Tou Ye Farz Kar Liya Jata Hay Ke Wo Deendar Bhi Ho Ga. Ya Usay Maulvi Samajh Liya Jata Hay. Isi Tarah Agar Koi Shakhs Islam Ki Baaten Karay Magar Chehra Safa Chat Ho Tou Khat Se Ye Taana De Diya Jata Hay Ke Darhi Tou Rakhi Nahi Aur Baray Aaye Islam Ke Thekedar. Darhi Sunnat Hay Ya Wajib, Is Per Behes Tou Zamana-e-Qadeem Se Chali Aa Rahi Hay. Magar Zyada…

مزید پڑھیں

Saudi Arabia Ke Crown Prince Muhammad Bin Salman Ne Pichlay Haftay Thailand Ka Daura Kiya. Is Se Saudi Arabia Aur Thailand Ke Darmiyan 30 Saal Se Jari Sifarati Kasheedgi Ka Khatma Ho Gaya. Aik Aisa Diplomatic Dispute Jis Ki Chingari Aik Nayab Blue Diamond Samait Qeemti Jewelry Ki Chori Se Bharakna Shuru Hui. Bangkok Main 3 Saudi Siafartkaron Aur Businessman Ke Qatal Ne Is Jalti Per Mazeed Tel Chirrka. Aur Is Aag Ne Dono Mulkon Ke Siafarti Taaluqat Bhasam Kar Diye. Kahani Ka Aaghaz Hua 1989 Main Aik Maali (Gardner) Kriangkrai Techamong Se. Thailand Se Taaluq Rakhnay Wala Kriangkrai Techamong…

مزید پڑھیں