Author: فہد کیہر

Cricket World Mein Pakistan Different Aur Unique Kyun Hain? Apnay Fast Bowling Assets Ki Waja Say. Hum To Kehtay Hain Pace Is Pace Yaar! Aur History Utha Kar Dekh Lain, Fazal Mehmood Say Aaj Shaheen Afridi Tak, Pakistan Kay Super Stars Zyada-Tar Fast Bowlers Hi Rahay Hain. Laikin Ab To Lagta Hay Pakistan Say Fast Bowling Hi Khatam Ho Chuki Hay. 2022 Mein Pakistani Pace Bowlers Ki Performance Dekh Kar Itni Mayoosi Hui Hay Ke Bus Kya Batayen. Chalain, One Day Ya T20 Internationals Jaisay Shorter Formats Mein To Keh Saktay Hain Ke Wo Batsmen-Friendly Cricket Hay, Laikin Test Cricket…

مزید پڑھیں

2023 Movies Kay Liay Aik Zabardast Saal Hoga, Kyunke Buhat Si Aisi Movies Aa Rahi Hain Jin Ka Next 12 Maheenon Mein Shiddat Say Intizar Raha Ga. Most Anticipated Movies of 2023 Mein Marvel Say DC Extended Universe Tak, Kai Super-Hero Movies Bhi Hon Gi To Blockbuster Franchises Kay Sequels Aur Prequels Bhi Hon Gay. Aayen Aap Ko Batatay Hain Un Movies Kay Baray Mein Jo Hamaray Khayal Mein 2023 Ki Best Movies Bhi Ho Sakti Hain. Dune: Part II Personally, Hamain Jis Movie Ka Sab Say Zyada Intizar Hay, Wo Dune: Part II Hoga. Aur Aakhir Ye Intizar Kyun…

مزید پڑھیں

Hum To Umeed Lagaey Bethay Thay Ke Babar Azam Apni Pehli Test Double Century Karain Gay, Laikin Wo To Pehlay Din Kay Score Mein 1 Run Ka Izafa Bhi Nahi Kar Sakay, Aur New Zealand Kay Khilaf Karachi Test Kay 2nd Day Mein 161 Runs Par Hi Out Ho Gaey. Youn Babar Azam 2022 Mein Apni Pehli Double Century Banany Ka Khwab Poora Nahi Kar Sakay. Australia Kay Khilaf 196 Runs Ki Epic Innings Say Aaj Kay 161 Runs Tak, Wo 200 Kay Magical Number Tak To Nahi Puhanch Sakay, Laikin Doosray Kai Records Zarur Torr Diay Hain. Pakistan Ki…

مزید پڑھیں

Pakistan vs India, PSL vs IPL, Kitna Maza Aata Hay Na Compare Karnay Mein? Jab Baat Donon Leagues Mein Paisay Ki Ho To Hum To Quality Of Cricket Ki Baat Kar Kay Patli Gali Pakar Laitay Hain. Laikin Kya Aap Jantay Hain Kuch Cricketers Aisay Bhi Hain Jo Indian Premier League Say Bhi Zyada Pakistan Super League Say Kamatay Hain? Shayad Aap Ko Sun Kar Hairat Ho Laikin Ye Haqeeqat Hay. Aaj Is Par Baat Kartay Hain, Laikin Pehlay Zara Harry Brook Ka Sixer To Dekhtay Jayen. Harry Brook Ka Chakka Is Waqt 20 Players Aisay Hain Jo PSL Aur…

مزید پڑھیں

Jab Hum Chotay Hotay Hain To Bara Ban’nay Ka Kitna Shauq Hota Hay Na? Laikin Baray Honay Par Pata Chalta Hay Ke Ye To Hamary Sath Scam Ho Gaya. Real Life Problems Ko Face Karna Aur Unhain Solve Karna Aasan Kaam Nahi. Haan! Agar Aap Ye 5 Life Rules Apna Lain To Buhat Say Problems Solve Ho Saktay Hain. 1. Regular Workout Haftay Mein Minimum 3 Baar Workout Karain, Jawani Aur Us Kay Baad Aanay Walay Zyada-Tar Jismani Maslay Hal Ho Jaen Gay. Warzish Aap Ko Sehatmand Bananay Mein Madad Deti Hay. Is Say Aap Ko Kai Jismani Problems Say…

مزید پڑھیں

Agar 2022 Ko Hum Artificial Intelligence Ka Saal Kahain To Ghalat Nahi Hoga. Isi Saal Dall-E 2 Launch Hua, Phir Midjourney, Stable Diffusion 2 Aur Phir ChatGPT Aaey, Aur Aatay Hi Chha Gaey. Ab Dunya Hairan Bhi Hay, Aur Sath Hi Pareshan Bhi. Especially Big Tech Companies. Rising AI, Falling Big Tech Top 10 Tech Giants Ko Dekhain To 2022 Mein Un Ki Daulat Mein 40 Percent Kami Aai Hay. Meta, Jo Kabhi Silicon Valley Ka Bay-Taaj Badshah Tha, 2022 Mein Us Ki Value 70 Percent Down Hui Hay. Data Privacy Par Tanqeed, Regulatory Issues Par Cases Aur Sab Say…

مزید پڑھیں

Winter Vacations Start Ho Chuki Hain. Bachay Ghar Par Hain Aur Khoob Mazay Kar Rahay Hain. Ho Sakta Hay Vacations Kay Liay Aik Movies List Bhi Bani Ho. Raaton Mein Kambal Main Ghuss Kar Coffee, Chai Aur Dry Fruits Kay Sath Movies Dekhnay Ka Jo Maza Hay, Wo Shayad Vacations Mein Bhi Nahi. Laikin Bachay Dekh Kya Rahay Hain? Ye Aap Ko Pata Zaroor Hona Chahiye. Aajkal Ki Busy Life Mein Maan Baap Say Aik Ghalti Buhat Zyada Ho Rahi Hay, Wo Ye Ke Wo Bachay Ko Movie Laga Kar Khud Apnay Kaam Mein Lag Jatay Hain Aur Jaantay Tak…

مزید پڑھیں

Artificial Intelligence Ki Hype To Ab Har Taraf Hay. Last Few Months Mein Kuch AI Tools Nay To Tehelka Macha Dia Hay. Text-To-Image Say Lay Kar Portrait Bananay Aur Ab Latest Writing Bot ChatGPT Tak, Jo Har Sawal Ka Jawab Day Sakta Hay. Aik Content Writer Honay Kay Bawujood Hamain Ye Kehna Paray Ga Ke ChatGPT Aik Mind-Blowing Tool Hay, Aisa Tool Jisay Dekh Kar Apni Job Khatray Mein Parti Nazar Aa Rahi Hay. Khair, Buhat Say Log Aisay Hain Jo ChatGPT Isteymal To Kar Rahay Hain, Laikin Jantay Nahi Ke Isay Kis Kaam Mein Laya Ja Sakta Hay, Aur…

مزید پڑھیں

Saal 2022 Ja Raha Hay, Aur Saal Ki Most Anticipated Movie Avatar: The Way Of Water Cinemas Mein Lagi Hui Hay. Khauf Bhi Hay Ke Itni Mehngi Movie Box Office Bomb Na Sabit Ho, Laikin Imkan Bhi Hay Ke History Ki Sab Say Zyada Kamanay Wali Movie Ban Jaey Gi. Khair, Abhi Hum Baat Karnay Walay Hain Saal 2022 Ki 10 Best Movies Ki. Ye Saal Bhi Buhat Tezi Say Guzar Gaya Hay, Wo Bhi Mach 10 Ki Speed Say. Is Saal Hamaray Samnay Say Buhat Kuch Guzra. Kai Blockbusters Aaey, Jinhon Nay Dunya Ko Hila Kar Rakh Dia Aur…

مزید پڑھیں

Workplace Yani Kaam Ki Jaga Par Halaat Theek Nahi? Mahaul Kharab Hota Ja Raha Hay? To Aap Akelay Nahi Hain, Is Waqt Dunya Mein Buhat Say Logon Ko Is Situation Ka Samna Hay. Worst Economic Conditions Aur Market Main Layoffs Ka Trend Zaur Pakarr Jana Is Ki Aik Waja Hay. Ab In Mushkil Halaat Mein Bhi, Dil Par Pathar Rakhtay Huay, Naukri Chhornay Ki No. 1 Waja Yahi Toxic Workspace Culture Hay. Insaal Buhat Adaptable Hay, Wo To Siberia Kay Coldest Areas Mein Bhi Rehta Hay Aur Kuwait Ki Zabardast Garmi Bhi Bardasht Kar Leta Hay. Isi Tarah Insaan Workplace…

مزید پڑھیں