Author: فہد کیہر

FIFA World Cup 2022 Ab Apni Peak Par Puhanch Chuka Hay. 56 Matches Kay Baad Ab Quarterfinals Ki Stage Shuru Ho Rahi Hay, Jis Mein Dunya Ki 8 Best Teams Aik Doosray Ka Muqabla Karain Gi. Is Stage Tak Puhanchnay Kay Liay Sab Nay Bari Mehnat Ki Hay Laikin Kuch Individuals Nay To Kamaal Kia Hay. Brazil Say Lay Kar Saudi Arabia Tak Kuch Teams Kay Players Nay Aisay Goals Kiay Hain Jo Saalon Tak Yaad Rakhay Jaen Gay. Aayen Dekhtay Hain FIFA World Cup 2022 Best Goals! 5. Vincent Aboubakar – Cameroon vs Serbia Cameroon vs Serbia Match Ka…

مزید پڑھیں

32 Teams Say Shuru Honay Wala FIFA World Cup 2022 Ka Safar Ab 8 Teams Tak Aa Puhancha Hay. Quarterfinals Stage Mein Ab Koi Team Kisi Say Kam Nahi, Sab World Champion Ban’nay Ki Puri Salahiyat Rakhti Hain. Laikin World Cup Trophy Kaun Uthaey Ga? Is Ka Faisla 18 December Ko Hoga. Tournament Mein Ab Tak Kai Players Nay Apni Individual Performance Say Buhat Muta’sir Kia Hay, Aur Goals Par Goals Score Kiay Hain. Yahi Wo Players Hain Jo Golden Boot Award Ki Race Mein Shamil Hain. https://twitter.com/ESPNFC/status/1599720939062804480?s=20&t=U13gyUJBFutm5lFhB58UNg Ye Golden Boot Hay Kya? FIFA World Cup Jeetnay Wali Team Ko…

مزید پڑھیں

Bangladesh Apnay Homeground Par Ho, Aur Format One Day International Ka Ho To Samajh Jaen Buhat Bara KHATRA Hay. India Ko Ye Khatra Samjhna Chahiye Tha, Laikin Shayad Us Nay Bangladesh Ko Halka Lia Aur Nateeja Bhugat Lia. Aur Bangladesh India Series Kay First 2 Matches Mein Hi Haar Betha. Ye Haal Sirf India Kay Sath Nahi Hua. Last 8 Years Mein Bangladesh Apnay Home Ground Par 13 Series Jeeta Hay Aur Sirf 1 Haara Hay. Post-Misbah Era Mein Pehla Qadam Ye Post-Misbah Era Mein Pakistan Ka Pehla Qadam Tha. World Cup 2015 Kay Baad Azhar Ali Captain Banaey Gaey…

مزید پڑھیں

Finally, FIFA World Cup 2022 Ka Round Of 16 Bhi Mukammal Hua. Group Stage Mein Muqablay Mein Ye Round Kuch Dull Raha, Laikin Japan-Croatia Aur Phir Last Day Par Morocco-Spain Match Nay Saray Dukh Door Kardiay. Ab Faisla Ho Chuka Hay Ke Round Of 16 Ki Kaun Si Teams World Cup Quarterfinals Mein Puhanchi Hain Aur Un Ka Muqabla Kis Say Hoga? https://twitter.com/goal/status/1600233896276217856?s=20&t=GMYIuB1Eysmfd6e13zW3ZA Brazil vs Croatia 9 December 2022, 8:00 PM PST, Education City Stadium Brazil Nay World Cup Mein Buhat Acha Perform Kia Hay. Haan! Taqreeban Har Bari Team Nay Jo 1 Match Haara Hay, Wo Brazil Kay Naseeb…

مزید پڑھیں

77 Percent Possession, 1019 Passes, 90 Percent Pass Accuracy, 13 Shots, Ye Sab Bhi Morocco vs Spain Match Mein Spain Ko Jitwa Nahi Sakay. FIFA World Cup 2022 Kay Round Of 16 Mein Morocco Nay Spain Ko Penalty Shootouts Par Hara Kar Aik Nai Tareekh Raqam Kardi Hay. Wo World Cup Kay Quarterfinals Mein Puhanchnay Wala Pehla Arab Mulk Ban Gaya Hay, 'Fakhrul Arab' Ban Gaya Hay! Ziyad Say Ziyech Tak (Photo: FIFA.com) Morocco Aur Spain Ki History Hay Buhat Purani Aur Sath Hi Tense Bhi 8th Century Yahi Morocco Ki Sarzameen Thi Jahan Say Muslim Commanders Uthay Aur Unhon…

مزید پڑھیں

FIFA World Cup Kay Round Of 16 Mein Brazil Aur South Korea Ka Match Qatar Kay Stadium 974 Mein Khela Gaya. Wohi Stadium Jo Apnay Unique Name Aur Architecture Ki Waja Say Dunya Bhar Mein Mash’hur Hay. Brazil Ki 4-1 Say Kamyabi Kay Sath Stadium 974 Kay Matches Bhi Khatam Huay. Ab Yahan Koi Match Nahi Khela Jaey Ga, World Cup To Kya, Ho Saktay Hay Is Kay Baad Bhi Yahan Kabhi Koi Match Na Ho. Youn World Cup Kay 7 Matches Host Karnay Wala Stadium 974 Tareekh Mein Amar Ho Jaey Ga. https://twitter.com/FIFAWorldCup/status/1599720237812809728?s=20&t=EC8SI6pYyU6ffr4tEK5bjg Asal Mein World Cup Kay Host…

مزید پڑھیں

Finally, FIFA World Cup 2022 Say Asia Ka Raj Khatam Hua. Croatia Nay Round of 16 Kay Aik Zabardast Muqablay Kay Baad Japan Ko Penalty Shootouts Par Hara Kar Tournament Say Bahar Kardia To Kuchh Hi Dair Baad Brazil Nay Apni Most Clinical Performance Dikha Ke Tehlka Macha Dia. Youn Australia Kay Baad Asian Football Confederation Ki Last 2 Teams Bhi World Cup Say Bahar Ho Gaeen. Yani, Asia Ka Patta Saaf! Japan Ki Qismat Japan-Croatia Match Ka Start To Buhat Aggressive Andaz Mein Hua Tha, Laikin Koi Koshish Goal Mein Nahi Badal Rahi Thi. Yahan Tak Ke First Half…

مزید پڑھیں

Kamyabi Sirf Ability Aur Capability Say Nahi, Junoon Aur Risk Taking Say Bhi Milti Hay. Ye Baat Aik Baar Phir Sabit Ki Hay England Cricket Team Nay. Pak-England Rawalpindi Test Mein Ben Stokes Kay Aik Faislay Nay “Most Boring Test” Main England Ko One Of The “Most Memorable Victory” Dila Di. Last Day 343 Runs Chase Kartay Huay Pakistan Achi Position Par Tha. Aadhay Runs To 3 Wickets Par Hi Ban Chukay Thay. Last Session Shuru Hua To Sirf 86 Runs Required Thay Aur 5 Wickets Bhi Baqi Theen. Azhar Ali Aur Agha Salman Ki Fifty Partnership Lagta Tha Pakistan…

مزید پڑھیں

Umeed To Yahi Thi Ke Upsets Ka Silsila FIFA World Cup Knockout Stage Mein Bhi Chalta Rahay Ga, Laikin Abhi Tak Aisa Kuch Dekhnay Ko Nahi Mila. Jahan Netherlands Nay United States Aur Argentina Nay Australia Ko Haraya, Waheen Round Of 16 Kay Doosray Din France Aur England Nay Bhi Aasani Say Apnay Matches Jeetay. Miraculous Mbappé Pre-Quarterfinal Stage Par Defending Champion France Ka Muqabla Khatarnaak Poland Say Tha. Laikin Les Bleus Kay Samnay, Especially Kylian Mbappé Kay Samnay Poland Ki Aik Nahi Chali Aur France Nay Ye Match 3-1 Say Jeet Lia. France Nay Start Hi Constant Attack Say…

مزید پڑھیں

Bangladesh India First ODI Mein Aik Taraf Aasman Say Batein Karta India Tha To Doosri Janib T20 World Cup Mein Buri Tarah Harnay Wala Bangladesh. Jis Kay Liay Target To Sirf 187 Tha, Laikin 136 Runs Par Hi 9 Out Ho Gaey, Aur Phir Hua Dhaka Ka Miracle. India Tour of Bangladesh 2022 - 1st ODI Bangladesh vs India December 4, 2022 Shere Bangla National Stadium, Mirpur, Bangladesh Result: Bangladesh 1 Wicket Say Jeet Gaya IND186KL Rahul73 (70)Rohit Sharma27 (31) BAN BowlingOMRWShakib Al Hasan102365Ebadot Hossain8.20474 BAN(T:187)187-9Litton Das41 (63)Mehidy Hasan Miraz38* (39) IND BowlingOMRWMohammed Siraj101323Washington Sundar50172 Might Ki Haalat Tight Bangladesh…

مزید پڑھیں